Shiksta khawab o
shiksta pa hon Mujay doan main yaad rakhna
Main akhri jang lar raha hon Mujay doan main yad rakhna
Hoyen pegham day gai
hain k muj ko driya bula raha hai
Main baat sari smjh gaya hon Mujay doan main yad rakhna
Na janay kofay ki
kaya khabar ho na janay kis dasht main basar ho
Main phir madinay se ja raha hon Mujay doan main yad rakhna
Mujay aziz zany man!
muhabat ko koi b tajurba nahi
Main is safar main naya naya hon Mujay doan main yad rakhna
Mujay ab kisi se
bhali ki koi tawqa nahi hai tabish
Main adttan sub se kah raha houn, mujay doyan main yad rakhna
No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com