Wo Mohabat Ki Adhuri Kitaab Lagta
Hy
Utry Na Jis Ka Khumaar Wo Sharaab Lagta Hy
Wo Muj Se Muj Ko B Chheen Leta Hy
Mery Khyalon Ki Saltanat Ka Wo Nawaab Lagta Hy
Wo Sang Chaly To Faasly B Simat Se Jaty Hain
Us K Bagair Safr-E-Sahil B Azaab Lagta Hy
Jo Pooch Bethon Us Se K Chhor To Na Jao Gy
Hans K Kehta Hy Ap Ko Aisa Q Janaab Lagta Hy
Mery Shab-O-Roz To Usi Se Mansoob Hain
Zamaany Ko Chaahy Wo Jitna B Kharaab Lagta Hai

No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com