Ye Iqrar-E-Wafa Ka Lafz Meri Zuban Ka
Hai
Ye Uljha Howa Kaghaz Meri Dastan Ka Hai
Juda Ho K Bhi Muhabbat Se Koi Jee Saky Ga Kaisy
Meri Chahat Men Hosla Ik Chatan Ka Hai
Usay Daikh Kar Hoya Hon Madhosh Jab Se
Bhool Betha Hon Kon Sa Rasta Meray Makan Ka Hai
Zamanay Ki Tarha Us Ne Bhi Mujhay Ghalat Samjha
Men Kiya Karon Yehi Waqt To Mery Imtehan Ka Hai
Mujhy Zameen Par Rehny Ki Aadat Thi Shyd
Aur Usay Shoq Aasmanon Ki Uraan Ka Hai

No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com