Teri Aaankhoun Pe Ek Likhi
Ghazal
Kuch Adhoori Si Kuch Mukamal
Likhta Hon Teri Aaankhoun Ko Kanwal
Rashmi Reshmi Naram Makhmal
Behta Hai In Mein Pyar Ka Saghar
Lehron Ki Hai In Mein Hal Chal
Hansti Muskarati Hain Teri Aakhain
Jab Jhapkain To Lagain Lehraya Kisi Ne Aanchal
Shokhi Teri Aaankhoun Ki Dekh K Jeeta Hon
Youn Hi Kare Ye Shararat Rahe Chin'chal
Aai Hon Jaise Khizan Pe Bahar Sajni
Khili Ho Phir Palkon Ki Kali Kali Konpal
Kashif Hai Teri Aaankhoun Se Maqtool
Ab Youn Zulm Na Dha Too Har Pal
Kuch Adhoori Si Kuch Mukamal
Likhta Hon Teri Aaankhoun Ko Kanwal
Rashmi Reshmi Naram Makhmal
Behta Hai In Mein Pyar Ka Saghar
Lehron Ki Hai In Mein Hal Chal
Hansti Muskarati Hain Teri Aakhain
Jab Jhapkain To Lagain Lehraya Kisi Ne Aanchal
Shokhi Teri Aaankhoun Ki Dekh K Jeeta Hon
Youn Hi Kare Ye Shararat Rahe Chin'chal
Aai Hon Jaise Khizan Pe Bahar Sajni
Khili Ho Phir Palkon Ki Kali Kali Konpal
Kashif Hai Teri Aaankhoun Se Maqtool
Ab Youn Zulm Na Dha Too Har Pal
No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com