Talism-e ishq tha sab us k sath hony
tak
khayal-e-dard na aya nijaat hony tak
mila tha hijar k rastay me subah ki manind
bichar gya tha musafir say raat hony tak
ajeeb rang badalti hay us ki nagri b
her ik nehr ko dekha faraat hony tak
wo iss kamaal se khelta tha ishq ki bazi
me apni fatah samajta tha maat hony tak
me usko bhoolna chahoun to kya karoun
wo mujh me zinda hai khud meri zaat hony tak

No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com