Gulaab Aankhain Sharab Aankhain
Yehi To Hain La-Jawab Aankhain
Inhi Mein Ulfat Inhi Mein Nafrat
Sawab Aankhain Azaab Aankhain
Kabhi Nazar Mein Bala Ki Shokhi
Kabhi Sarapa Hijab Aankhain
Kabhi Chhupati Hain Raaz Dil K
Kabhi Hain Dil Ki Kitab Aankhain
Kisi Nay Dekhi To Jheel Jesi
Kisi Nay Payeen Saraab Aankhain
Wo Aaye To Log Mujh Sy Bolay
Huzoor Aankhain Janab Aankhain
Ajeeb Tha Guftagu Ka Aalam
Sawal Koi Jawab Aankhain
Ye Mast Mast Be-Misal Aankhain
Musawari Ka Kamal Aankhain
Sharab Rab Ne Haraam Kar Di
Magar Keun Rakhi Halaal Aankhain
Hazaron In Pe Qatal Hon Ge
Khuda Ki Bandi Sanbhaal Aankhain
Yehi To Hain La-Jawab Aankhain
Inhi Mein Ulfat Inhi Mein Nafrat
Sawab Aankhain Azaab Aankhain
Kabhi Nazar Mein Bala Ki Shokhi
Kabhi Sarapa Hijab Aankhain
Kabhi Chhupati Hain Raaz Dil K
Kabhi Hain Dil Ki Kitab Aankhain
Kisi Nay Dekhi To Jheel Jesi
Kisi Nay Payeen Saraab Aankhain
Wo Aaye To Log Mujh Sy Bolay
Huzoor Aankhain Janab Aankhain
Ajeeb Tha Guftagu Ka Aalam
Sawal Koi Jawab Aankhain
Ye Mast Mast Be-Misal Aankhain
Musawari Ka Kamal Aankhain
Sharab Rab Ne Haraam Kar Di
Magar Keun Rakhi Halaal Aankhain
Hazaron In Pe Qatal Hon Ge
Khuda Ki Bandi Sanbhaal Aankhain
No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com