Chahton k silsily or
be-khudi zara zara
wo mukhtsir si khawishain or aashqi zara zara
ye doriyan nazdeekiyan sab kehny sun'ny ki bat h
hain lafzon me bhi faasly or bandagi zara zara
kis ada se maang loun k mil jaye bus tu mujhy
ek dua muntzir-e-lab or aajzi zara zara
kabi hijr me bhi qarar h kabi dharknoun se bhi uljhanain
na hosh hai na be' khudi or deewangi zara zara
ay dil kaanch k ye khwab hain palken khuli to kuch ni
bari hasraten hain jeeny ki or zindagi zara zara

No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com