Mohabat
khud batati hai kahan kiska thikana hai
Kisay
aankhon main rakhna hai
Kisay dil
main basana hai
Reha karna
hai kisko aur kisay zanjeer karna hai
Mitana hai
kisay dil say kisay tehreer karna hai
Issay
malom hota hai safar dushwar kitna hai
Kisi ki
chasm-e-girya main chupa iqrar kitna hai
Shajar jo
girnay wala hai wo saya daar kitna hai
Mohabbat
khud batati hai kahan kiska thikana hai..!
No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com