Hujoom mein tha wo khul kar na ro
saka hoga
magar yaqeen hai k shab bhar na so saka hoga
magar yaqeen hai k shab bhar na so saka hoga
Voh shakhs jis ko samajhney mein
mujhko umar lagi
bichar k muj se kisi ka na ho saka hoga
bichar k muj se kisi ka na ho saka hoga
Laraztey haath, shikasta si dor
saanson ki
voh khushak phool kahan tak piro saka hoga
voh khushak phool kahan tak piro saka hoga
Boht ujaarr they pataal uski ankhon k
voh ansuon se na daman bhigo saka hoga
voh ansuon se na daman bhigo saka hoga
Merey liye voh qabeeley ko chor kar
ata
muje yaqeen hai yeh uss sey na ho saka hoga
muje yaqeen hai yeh uss sey na ho saka hoga
No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com