Kyun kisi aur ko dukh dard sunaun apny
apni aankhon se bhi mai zakham chupaun apny
mai to qaaim hun tere ghum ki badolat warna
youn bikhar jaun k khud hath na aaun apny
shair logon k bohat yad hain auron k liye
tu mile to mai tujhe shair sunaun apny
sochta hun k bujha dun mai yeh qamre ka diya
apny saaye ko bhi kiun sath jagaun apny
us ki talwar ne woh chaal chali hai
paaon kat'te hain agar hath bachaun apny

No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com