Main ne
parindo se pyaar kya to,,
Woh urh
gaye
Main ne
sooraj se pyaar kya to,,,
Woh
gharoob ho gaya
Main ne
chand se pyaar kya to,
Woh badlon
main chup gaya
Main ne
pani se pyaar kya to,
Woh beh
gaya
Main ne
baraf se pyaar kya to,
Woh pighal
gaya
Main ne
barish se pyaar kya to,
Woh baras
k thum gaya
Main ne
aag se pyaar kya to,
Woh bujh
gai
Main ne
phoolon se pyaar kya to,
Woh murjha
gaya
Main ne
kanto se pyaar kya to,
Wo toot
gaya
Main ne
janwaron se pyaar kya to,
Woh meri
zaban na samjh sakay
Or
jab..main ne insaan'on se pyaar kya to,
Woh
be-wafa niklay
No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com