Hosla chor gaya tha
saath nibhaane wala,
jaane kis simat gaya aj wo jaane wala,
aaj phir aankh mein aaye hazaron aansoo.
Aaj phir yaad wo aaya hai bhulaane wala,
ab kahin ja k mere zakhm bhare hain,
dekho ab kahin lout k aa jaaye na jaane wala,
Ay Khuda!
Us ka har khuwab salaamat rakhna,
ghum na dekhe wo mere khuwab jalaane wala,
ab kahin raah mein mil jaaye to itna kehna Sagar
mar gaya kab ka tere naaz uthaane wala

No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com