Apne saaye se bhi ashkon
ko chupa ker rona,
Jab bhi rona ho to chiragon ko bhuja ker rona,
Jab bhi rona ho to chiragon ko bhuja ker rona,
Log parh letey hein
chehrey pe likhi sab baatein,
Bara mushkil hai logon se chupa ker rona,
Bara mushkil hai logon se chupa ker rona,
Hath bhi to wo shakhs
mila ker na gaya,
Jis ko chaha tha seeney se laga ker rona,
Jis ko chaha tha seeney se laga ker rona,
Yaad aati hai to tanhai
mein rou deta houn,
Apni ye aadat nahi logon ko dikha ker rona,
Apni ye aadat nahi logon ko dikha ker rona,
Aik aadat nahi aaj tak
badli meri,
Uski tasveer ko seeney se laga ker rona
Uski tasveer ko seeney se laga ker rona
No comments:
Post a Comment
My Sweet Visitor, Comments are always appreciated. If you have any suggestion to make this website more better then please share your suggestion here......... Keep visiting babarhussain.com